Khwab Bankar Jo Teri Ankh Se Lyrics | Justaju: Search | Vijay Malla | Vijay Malla | Asad Ali Khan

Woh jo milate the doston ki tarah
Kyun badalte hai mosamo ki tarah
Saath bhi do kadam na chal paaye
To bichhad jaaye raston ki tarah

Khwab bankar jo teri ankh se tuta hoga
Khwab bankar jo teri ankh se tuta hoga
Dost hoga tera chahane wala hoga
Khwab bankar jo teri ankh se tuta hoga

Tune jab mujhko bhulane ki kasam khai thi
Tune jab mujhko bhulane ki kasam khai thi
Teri bheegi huyi palko mein bhi rota rahuga
Teri bheegi huyi palko mein bhi rota rahuga
Dost hoga tera chahane wala hoga
Khwab bankar jo teri ankh se tuta hoga

Aisi manzil pe use chhod diya hai tumne
Aisi manzil pe use chhod diya hai tumne
Bheed mein rehake bhi woh sakhs tanhaa hoga
Bheed mein rehake bhi woh sakhs tanhaa hoga
Dost hoga tera chahane wala hoga
Khwab bankar jo teri ankh se tuta hoga

Mushukurate huye tabis woh mila hai sabse
Mushukurate huye tabis woh mila hai sabse
Uske seene mein koi dard ka dariya hoga
Uske seene mein koi dard ka dariya hoga
Dost hoga tera chahane wala hoga
Khwab bankar jo teri ankh se tuta hoga.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *