Kaleje Mein Lyrics  | Kya Dilli Kya Lahore | Vijay Raaz, Manu Rishi | Ustad Hamid Ali Khan | Sandesh Shandilya

Kaleje Mein Lyrics | Kya Dilli Kya Lahore | Vijay Raaz, Manu Rishi | Ustad Hamid Ali Khan | Sandesh Shandilya

Kaleje mein jo lag
Jaati to kya hota
Kaleje mein jo lag
Jaati to kya hota
Bina dushman akela
Reh gaya hota
Bina dushman akela
Reh gaya hota

Tujhe tanhaayi khaa jaati
Tu pagal ho gaya hota
Tujhe tanhaayi kha jaati
Tu pagal ho gaya hota
Bina dushman akela
Reh gaya hota
Bina dushman akela
Reh gaya hota

Aai aai re aai aai re
Aai aai re akela
Reh gaya hota

Akela kya karega
Koi sarhad ka
Bina dushman na
Matlab ka na maqsad ka
Akela kya karega
Koi sarhad ka
Bina dushman na
Matlab ka na maqsad ka
Lakeerein kheench kar
Tanha kabaddi khelta hota

Kaleje mein jo lag
Jaati to kya hota
Bina dushman akela
Reh gaya hota
Kaleje mein jo lag
Jaati to kya hota
Bina dushman akela
Reh gaya hota.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *