Phool Sitare Dariya Lyrics  | Dhadkan | Peenaz Masani | Penaz Masani | Penaz Masani

Phool Sitare Dariya Lyrics | Dhadkan | Peenaz Masani | Penaz Masani | Penaz Masani

Phool sitare dariya unn aankhon ke naam
Hum ne likhe hain kya kya unn ankhon ke naam
Phool sitare dariya unn aankhon ke naam
Hum ne likhe hain kya kya unn ankhon ke naam
Phool sitare dariya unn aankhon ke naam

Jin aankhon ne meri neende chhini hain
Jin aankhon ne meri neende chhini hain
Mera har ek sapna unn aankhon ke naam
Hum ne likhe hain kya kya unn ankhon ke naam
Phool sitare dariya unn aankhon ke naam

Aaj se unke saare bandhan mere hain
Aaj se unke saare bandhan mere hain
Aaj se har ek rishta unn aankhon ke naam
Hum ne likhe hain kya kya unn ankhon ke naam
Phool sitare dariya unn aankhon ke naam

Kuch bhi kaho lagta hain baat adhuri hain
Kuch bhi kaho lagta hain baat adhuri hain
Sher kahe hain kyaa kyaa unn aankhon ke naam
Hum ne likhe hain kya kya unn ankhon ke naam
Phool sitare dariya unn aankhon ke naam
Hum ne likhe hain kya kya unn ankhon ke naam
Phool sitare dariya unn aankhon ke naam.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *