Dil Ki Tamanna Thi Masti Me Manzil Se (duet) Lyrics | Gyara Hazar Ladkiyan | Mohammed Rafi, Asha Bhosle | N Datta

Dil Ki Tamanna Thi Masti Me Manzil Se (duet) Lyrics | Gyara Hazar Ladkiyan | Mohammed Rafi, Asha Bhosle | N Datta

Ho dil ki tamanna thi masti me manzil se bhi dur nikalte
Apna bhi koi sathi hota
Apna bhi koi sathi hota
Hum bhi bahakte chalte chalte
Ho dil ki tamanna thi masti me manzil se bhi dur nikalte
Apna bhi koi sathi hota
Hum bhi bahakte chalte chalte
Ho dil ki tamanna

Hote kahin hum aur tum
Khwabo ki rangin vadi me gum
Hote kahin hum aur tum
Khwabo ki rangin vadi me gum
Phir un khwabo ki vadi se
Uthte aankhe malte malte
Ho dil ki tamanna thi masti me manzil se bhi dur nikalte
Apna bhi koi sathi hota
Hum bhi bahakte chalte chalte
Ho dil ki tamanna

Hansti kami
Gaate kadam
Chalte nazare
Chalte jo hum
Hansti kami
Gaate kadam
Chalte nazare
Chalte jo hum
Rukte hum to ruk ruk jata
Dhalta suraj dhalte dhalte
Ho dil ki tamanna thi masti me manzil se bhi dur nikalte
Apna bhi koi sathi hota
Hum bhi bahakte chalte chalte
Ho dil ki tamanna

Aur shame gam banke agar dukh ke andhere karte safal
Aur shame gam banke agar dukh ke andhere karte safal
Raaho ke deep khud ban jate pyar bhare dil jalte jalte
Ho dil ki tamanna thi masti me manzil se bhi dur nikalte
Apna bhi koi sathi hota
Hum bhi bahakte chalte chalte
Ho dil ki tamanna

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *