Tay Kar Liya Hai Samandar Allah Lyrics  | Rishta | Anuradha Paudwal, Jaswant Singh | Anuradha Paudwal, Jaswant Singh | Shekhar Sen

Tay Kar Liya Hai Samandar Allah Lyrics | Rishta | Anuradha Paudwal, Jaswant Singh | Anuradha Paudwal, Jaswant Singh | Shekhar Sen

Tay kar liya hai
Samandar allah ke sahare
Tay kar liya hai
Samandar allah ke sahare
Badla mera muqaddar
Allah ke sahare
Tay kar liya hai
Samandar allah ke sahare

Woh shola jisko chhukar
Jhal jaata hain zamana
Woh shola jisko chhukar
Jhal jaata hain zamana
Dekhenge usko chhukar
Allah ke sahare
Dekhenge usko chhukar
Allah ke sahare
Badla mera muqaddar
Allah ke sahare
Tay kar liya hai
Samandar allah ke sahare

Daaman mein kankaro ke
Ambaar hain to kyaa hain
Daaman mein kankaro ke
Ambaar hain to kyaa hain
Ban jaayenge ye gohar
Allah ke sahare
Ban jaayenge ye gohar
Allah ke sahare
Badla mera muqaddar
Allah ke sahare
Tay kar liya hai
Samandar allah ke sahare.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *