Naa Aane Ke Tere Lyrics  | Manzar Manzar | Rajendra Mehta, Nina Mehta | Nina Mehta, Rajendra Mehta | Rajen Bhoorey

Naa Aane Ke Tere Lyrics | Manzar Manzar | Rajendra Mehta, Nina Mehta | Nina Mehta, Rajendra Mehta | Rajen Bhoorey

Naa aane ke tere bahot hain bahane
Magar ye bahane hain kitane puraane
Naa aane ke tere bahot hain bahane
Magar ye bahane hain kitane puraane

Tum aaye ho lekar chaman mein bahaare
Tum aaye ho lekar chaman mein bahaare
Tum aaye ho lekar chaman mein bahaare
Tumhein dekha kar gul lage muskurane
Tumhein dekha kar gul lage muskurane
Naa aane ke tere bahot hain bahane
Magar ye bahane hain kitane puraane

Woh khwabon khayalo pe chhaye huye hain
Woh khwabon khayalo pe chhaye huye hain
Woh khwabon khayalo pe chhaye huye hain
Bhulane mein unko lagenge zamane
Bhulane mein unko lagenge zamane
Naa aane ke tere bahot hain bahane
Magar ye bahane hain kitane puraane

Agar raat mein chand se gufatgu ho
Agar raat mein chand se gufatgu ho
Agar raat mein chand se gufatgu ho
Zara puchh na mere dil ke fasaane
Zara puchh na mere dil ke fasaane
Naa aane ke tere bahot hain bahane
Magar ye bahane hain kitane puraane

Koi jaake ghumnaam unse ye kehade
Koi jaake ghumnaam unse ye kehade
Koi jaake ghumnaam unse ye kehade
Nahi roz aate ye mosam suhaane
Nahi roz aate ye mosam suhaane
Naa aane ke tere bahot hain bahane
Magar ye bahane hain kitane puraane

Naa aane ke tere bahot hain bahane
Magar ye bahane hain kitane puraane
Naa aane ke tere bahot hain bahane.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *