Unhein Kya Lyrics  | Ek Tukda Aasman Ka | Aartee Ankalikar-Tikekar, Sanjay Vatsal | Sanjay Vatsal | Sanjay Vatsal

Unhein Kya Lyrics | Ek Tukda Aasman Ka | Aartee Ankalikar-Tikekar, Sanjay Vatsal | Sanjay Vatsal | Sanjay Vatsal

Unhein kya aati hogi yaad bhi woh dillagi apni
Magar wo dillagi hi to kabhi thi zindagi apni
Unhein kya aati hogi yaad

Saja hain laakh taaro se abhi tak aasamaan kaise
Saja hain laakh taaro se abhi tak aasamaan kaise
Abhi tak aasamaan kaise
Kahan aise mein dhundenge chhupi ek chandani apni
Unhein kya aati hogi yaad

Laga ke kyun rakhi hain ye umeede be sabab humse
Laga ke kyun rakhi hain ye umeede be sabab humse
Umeende be sabab humse
Basalo aap duniya ek nai si aapki apni
Unhein kya aati hogi yaad

Tumhare haq mein hain roshan sitare chaand aur suraj
Tumhare haq mein hain roshan sitare chaand aur suraj
Sitare chaand aur suraj
Hume to hai mubarak mudatto se tiragi apni
Unhein kya aati hogi yaad bhi woh dillagi apni
Magar wo dillagi hi to kabhi thi zindagi apni
Unhein kya aati hogi yaad.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *