Din Doobay Lyrics  | Huqa pani | Ali Zafar | Ali Zafar

Din Doobay Lyrics | Huqa pani | Ali Zafar | Ali Zafar

Din doobay jab shaam jawan ho
Ajnabi sa koi samaa ho
Din doobay jab shaam jawan ho
Ajnabi sa koi samaa ho
Janoon na main kis galee main
Koi jo poochay tum kahan ho
Tum kahan ho
Din doobay jab shaam jawan ho
Ajnabi sa koi samaa ho
Janoon na main kis galee main
Koi jo poochay tum kahan ho
Tum kahan ho

Anjani hain rahain yeh
Kis ki hain bahain yeh
Ajnabi sa koi samaa ho
Din doobay jab shaam jawan ho
Janoon na main kis galee main
Koi jo poochay tum kahan ho
Tum kahan ho
Din doobay jab shaam jawan ho
Ajnabi sa koi samaa ho
Janoon na main kis galee main
Koi jo poochay tum kahan ho
Tum kahan ho

Kaisi hai yeh parchayiyaan
Meray saath chali hain jo
Kiya bataon kaun hain yeh
Kaash mujhay apni khabar ho
Janoon na main kis gali main
Koi jo poochay tum kahan ho
Tum kahan ho tum kahan ho
Din doobay jab shaam jawan ho
Din doobay jab shaam jawan ho
Ajnabi sa koi samaa ho
Janoon na main kis galee main
Koi jo poochay tum kahan ho
Tum kahan ho tum kahan ho.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *