Naina Panghat Lyrics  | Shankar Parvati | Arun, Sadhona Bose | Sadhana Bose | Gyan Dutt

Naina Panghat Lyrics | Shankar Parvati | Arun, Sadhona Bose | Sadhana Bose | Gyan Dutt

Naina panghat bhaye hamare
Naina panghat bhaye hamare
Naina panghat bhaye hamare
Naina panghat bhaye

Is panghat ka paani pee ke
Is panghat ka paani pee ke
Jo bhi jor dikhave
Jo bhi jor dikhave
Naina panghat bhaye hamare
Naina panghat bhaye hamare
Naina panghat bhaye

Hamari pyas bhujane aaya
Hamari pyas bhujane aaya
Ham unko samjhe
Hamari pyas bhujane aaya
Ham unko samjhe
Pyas mein bhi hai panghat
Naam kiya var bhaye
Pyas mein bhi hai panghat
Naam kiya var bhaye
Naina panghat bhaye hamare
Naina panghat bhaye hamare
Naina panghat bhaye

Dil ki lagi koi na jane
Pyase ratan koi na jane
Pyase ratan koi na jane
Chanda isme jhule moti
Ismein tare aaye
Chanda isme jhule moti
Ismein tare aaye
Naina panghat bhaye hamare
Naina panghat bhaye hamare
Naina panghat bhaye.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *