Tumhe Dekhe Zamaane Ho Gaye Hain Lyrics  | Naye Manzar | Anurag Sharma | Anurag Sharma | Anurag Sharma

Tumhe Dekhe Zamaane Ho Gaye Hain Lyrics | Naye Manzar | Anurag Sharma | Anurag Sharma | Anurag Sharma

Tumhe dekhe zamaane ho gaye hain
Tumhe dekhe zamaane ho gaye hain
Naye manzar puraane ho gaye hain
Tumhe dekhe zamaane ho gaye hain
Naye manzar puraane ho gaye hain
Tumhe dekhe zamaane ho gaye hain

Tumhari yaad ki khusboo se jaana
Tumhari yaad ki khusboo se jaana
Mere mausam suhane ho gaye hain
Mere mausam suhane ho gaye hain
Tumhe dekhe zamaane ho gaye hain

Palak bhar bhi humein dekha na tumne
Palak bhar bhi humein dekha na tumne
To phir hum kyun deewane ho gaye hain
To phir hum kyun deewane ho gaye hain
Naye manzar puraane ho gaye hain
Tumhe dekhe zamaane ho gaye hain

Agar milna nahi to saaf kehado
Agar milna nahi to saaf kehado
Bas ab saare bahane kho gaye hain
Bas ab saare bahane kho gaye hain
Naye manzar puraane ho gaye hain
Tumhe dekhe zamaane ho gaye hain
Tumhe dekhe zamaane ho gaye hain
Naye manzar puraane ho gaye hain
Tumhe dekhe zamaane ho gaye hain.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *