Mujhko Kaisi Sazaaein Deta Hai Lyrics  | Naye Manzar | Anurag Sharma | Anurag Sharma | Anurag Sharma

Mujhko Kaisi Sazaaein Deta Hai Lyrics | Naye Manzar | Anurag Sharma | Anurag Sharma | Anurag Sharma

Mujhko kaisi sazaaein deta hai
Mujhko kaisi sazaaein deta hai
Zindagi ki duaaein deta hain
Mujhko kaisi sazaaein deta hai
Zindagi ki duaaein deta hain
Mujhko kaisi sazaaein deta hai

Paas aakar gale nahi milta
Paas aakar gale nahi milta
Paas aakar gale nahi milta
Door jaakar sadaaein deta hain
Door jaakar sadaaein deta hain
Zindagi ki duaaein deta hain
Mujhko kaisi sazaaein deta hai

Aag dil mein bhadakti rehati hain
Aag dil mein bhadakti rehati hain
Aag dil mein bhadakti rehati hain
Kon isko hawaaein deta hain
Kon isko hawaaein deta hain
Zindagi ki duaaein deta hain
Mujhko kaisi sazaaein deta hai

Husn to khud hi ek kayamat hain
Husn to khud hi ek kayamat hain
Husn to khud hi ek kayamat hain
Husn ko kyun adaaein deta hain
Husn ko kyun adaaein deta hain
Zindagi ki duaaein deta hain
Mujhko kaisi sazaaein deta hai
Mujhko kaisi sazaaein deta hai.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *