Badalon Ki Chhaon Mein Lyrics | Mushkil Kusha | Pooja Shrivastava | Miten Chhadva

Badalon ki chhaon mein
Parbato ke gaao mein
Jiya pukare re
Aaja aaja re aaja aaja re
Badalon ki chhaon mein
Parbato ke gaao mein
Jiya pukare re
Aaja aaja re aaja aaja re
Yeh bhigi bhigi si hawa
Yeh thandi thandi si fiza
Yeh bhigi bhigi si hawa
Yeh thandi thandi si fiza
Phir bhi na kuch mann ko bhaye
Bin tihare re
Badalon ki chhaon mein
Parbato ke gaao mein
Jiya pukare re
Aaja aaja re aaja aaja re

Tan se mere tan bacha ke
Chalati hai parchhai
Tan se mere tan bacha ke
Chalati hai parchhai
Dur tu jabse hua
Ghere hai tanhai
Tan se mere tan bacha ke
Chalati hai parchhai
Dur tu jabse hua
Ghere hai tanhai
Ab pass na chain mere
Bhige bhige se nain mere
Ab pass na chain mere
Bhige bhige se nain mere
Aas ki chokhat pe tera
Pat nihaare re
Badalon ki chhaon mein
Parbato ke gaao mein
Jiya pukare re
Aaja aaja re aaja aaja re

Khushbu teri yaado ki
Laati hai purvai
Khushbu teri yaado ki
Laati hai purvai
Dard sa mann mein naya
Leta hai angdai
Khushbu teri yaado ki
Laati hai purvai
Dard sa mann mein naya
Leta hai angdai
Chan sab kho jata hai
Bechain dil ho jata hai
Chan sab kho jata hai
Bechain dil ho jata hai
Palko se na rukte hai phir
Aansu ke dhaare

Badalon ki chhaon mein
Parbato ke gaao mein
Jiya pukare re
Aaja aaja re aaja aaja re
Badalon ki chhaon mein
Parbato ke gaao mein
Jiya pukare re
Aaja aaja re aaja aaja re
Yeh bhigi bhigi si hawa
Yeh thandi thandi si fiza
Yeh bhigi bhigi si hawa
Yeh thandi thandi si fiza
Phir bhi na kuch mann ko bhaye
Bin tihare re
Aaja aaja re aaja aaja re
Badalon ki chhaon mein
Parbato ke gaao mein
Jiya pukare re
Aaja aaja re aaja aaja re
Aaja aaja re aaja aaja re.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *