Aa Bhi Jao Zindagi Lyrics  | Jaan- E- Ghazal | Chandan Dass | Chandan Dass | Chandan Dass

Aa Bhi Jao Zindagi Lyrics | Jaan- E- Ghazal | Chandan Dass | Chandan Dass | Chandan Dass

Aa bhi jao ke zindagi kam hai
Aa bhi jao ke zindagi kam hai
Tum nahi ho to har khushi kam hain
Aa bhi jao ke zindagi kam hai
Aa bhi jao ke zindagi kam hai

Waada karke ye kaun aaya nahi
Waada karke ye kaun aaya nahi
Waada karke ye kaun aaya nahi
Sheher mein aaj roshani kam hain
Sheher mein aaj roshani kam hain
Tum nahi ho to har khushi kam hain
Aa bhi jao ke zindagi kam hai
Aa bhi jao ke zindagi kam hai

Jaane kyaa ho gaya hain mausam ko
Jaane kyaa ho gaya hain mausam ko
Jaane kyaa ho gaya hain mausam ko
Dhoop jyaada hain chaandani kam hain
Dhoop jyaada hain chaandani kam hain
Tum nahi ho to har khushi kam hain
Aa bhi jao ke zindagi kam hai
Aa bhi jao ke zindagi kam hai

Aaina dekh kar khayaal aaya
Aaina dekh kar khayaal aaya
Aaina dekh kar khayaal aaya
Aaj kal unki dosti kam hain
Aaj kal unki dosti kam hain
Tum nahi ho to har khushi kam hain
Aa bhi jao ke zindagi kam hai
Aa bhi jao ke zindagi kam hai

Tere dam se hi main mukamall hoon
Tere dam se hi main mukamall hoon
Tere dam se hi main mukamall hoon
Bin tere teri yaamini kam hain
Bin tere teri yaamini kam hain
Tum nahi ho to har khushi kam hain
Aa bhi jao ke zindagi kam hai
Aa bhi jao ke zindagi kam hai
Zindagi kam hai, zindagi kam hai.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *