Jo Kho Jata Hai Lyrics  | Jaan- E- Ghazal | Chandan Dass | Chandan Dass | Chandan Dass

Jo Kho Jata Hai Lyrics | Jaan- E- Ghazal | Chandan Dass | Chandan Dass | Chandan Dass

Jo kho jata hai milkar zindagi mein
Jo kho jata hai milkar zindagi mein
Ghazal hain naam uska shayari mein
Jo kho jata hai milkar zindagi mein

Nikal aate hain aansu haste haste
Nikal aate hain aansu haste haste
Nikal aate hain aansu haste haste
Ye kis gham ki mehek hain har khushi mein
Ghazal hain naam uska shayari mein
Jo kho jata hai milkar zindagi mein

Kahin chehara kahin aankhe kahin lab
Kahin chehara kahin aankhe kahin lab
Kahin chehara kahin aankhe kahin lab
Humesha ek milata hain kahin mein
Ghazal hain naam uska shayari mein
Jo kho jata hai milkar zindagi mein

Sulgati ret mein paani kahan thaa
Sulgati ret mein paani kahan thaa
Sulgati ret mein paani kahan thaa
Koi baadal chhupa thaa tishnagi mein
Ghazal hain naam uska shayari mein
Jo kho jata hai milkar zindagi mein

Zamee par aasmaan milta nahi hain
Zamee par aasmaan milta nahi hain
Zamee par aasmaan milta nahi hain
Farishta dhundhiye mat aadami mein
Ghazal hain naam uska shayari mein
Jo kho jata hai milkar zindagi mein
Ghazal hain naam uska shayari mein
Jo kho jata hai milkar zindagi mein.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *