Khumariyan Lyrics  | Shadow | Nasser Khan, Milind Soman | Sunidhi Chauhan | Anand Raj Anand

Khumariyan Lyrics | Shadow | Nasser Khan, Milind Soman | Sunidhi Chauhan | Anand Raj Anand

Khumariyan khumariyan
Ishq ki yeh khumariyan
Khumariyan khumariyan
Ishq ki yeh khumariyan
Khumariyan khumariyan
Ishq ki yeh khumariyan

Deewana hai na hai na deewana
Deewana hai na hai na deewana
Manaya kitna par dil na mana
Pagle ko bilkul nahi hai khabar
Kab kis pe kar jaaye kab asar
Khumariyan khumariyan
Ishq ki yeh khumariyan
Khumariyan khumariyan
Ishq ki yeh khumariyan
Khumariyan khumariyan
Ishq ki yeh khumariyan

Yeh hai umar pyar ki
Yeh hai ghadi karar ki
Mere aitbar ki tere aitbar ki
Yeh hai umar pyar ki
Yeh hai ghadi karar ki
Mere aitbar ki tere aitbar ki
Kuch mere didar mein hai
Kuch tere didar mein hai kya
Khumariyan khumariyan
Ishq ki yeh khumariyan
Khumariyan khumariyan
Ishq ki yeh khumariyan

Ankhon mein mastiya
Baato mein mastiya
Subaho mein bhi mastiya
Shamo mein mastiya
Ankhon mein mastiya
Baato mein mastiya
Subaho mein bhi mastiya
Shamo mein mastiya
Paimana hai aankhon mein
Yaar pi le pi le aa pi le ik bar
Khumariyan khumariyan
Ishq ki yeh khumariyan
Khumariyan khumariyan
Ishq ki yeh khumariyan

Deewana hai na hai na deewana
Deewana hai na hai na deewana
Manaya kitna par dil na mana
Pagle ko bilkul nahi hai khabar
Kab kis pe kar jaaye kab asar

Khumariyan khumariyan
Ishq ki yeh khumariyan
Khumariyan khumariyan
Ishq ki yeh khumariyan
Khumariyan khumariyan
Ishq ki yeh khumariyan
Khumariyan khumariyan
Ishq ki yeh khumariyan.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *