Nigaho Ko Jab Lyrics  | Titli | Kuldip Kaur, Rupa Verman | Sulochana Kadam | Vinod

Nigaho Ko Jab Lyrics | Titli | Kuldip Kaur, Rupa Verman | Sulochana Kadam | Vinod

Nigaho ko jab aa
Gaya muskurana
Nigaho ko jab aa
Gaya muskurana
Mujhe dekhta rahe
Gaya ek zamana
Nigaho ko jab aa
Gaya muskurana

Aye panchhi mere
Geet gane lage
Aye panchhi mere
Geet gane lage
Naye dhang se
Chahchahane lage
Naye dhang se
Chahchahane lage
Meri zindagi hai
Subha ka tarana
Nigaho ko
Nigaho ko jab aa
Gaya muskurana
Mujhe dekhta rahe
Gaya ek zamana
Nigaho ko jab aa
Gaya muskurana

Irado ka hi naam
Hai naujawani
Irado ka hi naam
Hai naujawani
Na duniya ki baate
Mere dil ne mani
Na duniya ki baate
Mere dil ne mani
Kiya hai wahi mere
Dil ne jo thana
Dil ne jo thana
Nigaho ko
Nigaho ko jab aa
Gaya muskurana
Mujhe dekhta rahe
Gaya ek zamana
Nigaho ko jab aa
Gaya muskurana

Main bijli si bankar
Machal ke rahungi
Main bijli si bankar
Machal ke rahungi
Zamane ki rasme
Badal ke rahungi
Zamane ki rasme
Badal ke rahungi
Isharo pe mere
Chalega zamana
Nigaho ko
Nigaho ko jab aa
Gaya muskurana
Mujhe dekhta rahe
Gaya ek zamana
Nigaho ko jab aa
Gaya muskurana.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *