Dali Gulab Ki Lyrics  | Kalpana | Ashok Kumar, Padmini | Asha Bhosle | Omkar Prasad Nayyar

Dali Gulab Ki Lyrics | Kalpana | Ashok Kumar, Padmini | Asha Bhosle | Omkar Prasad Nayyar

Hamko samajh na leejiye daali gulab ki
Kar denge ham to saaf tabeeyat janab ki
Hamko samajh na leejiye daali gulab ki
Kar denge ham to saaf tabeeyat janab ki

Nazron ke teer aankhon mein
Rakhhiye sambhaal ke
Nazron ke teer aankhon mein
Rakhhiye sambhaal ke
Nazron ke teer aankhon mein
Rakhhiye sambhaal ke
Pachhtaaoge, pachhtaaoge
Nazar kisi lagke pe daal ke
Pachhtaaoge
Nazar kisi lagke pe daal ke
Mehfil nahin hai ye kisi bigde nawaab ki
Kar denge ham to saaf tabeeyat janab ki
Hamko samajh na leejiye daali gulab ki
Kar denge ham to saaf tabeeyat janab ki

Jo aapki samajh mein na aaye
Wo raag hoon
Jo aapki samajh mein na aaye
Wo raag hoon
Bijli hoon naachti hoon
Ik shola hoon aag hoon
Bijli hoon naachti hoon
Ik shola hoon aag hoon
Hamse ulajh ke apni hi matti karaab ki
Kar denge ham to saaf tabeeyat janab ki
Hamko samajh na leejiye daali gulab ki
Kar denge ham to saaf tabeeyat janab ki.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *