Dhoop Hain Kya Aur Saya Lyrics  | Hope | Jagjit Singh | Jagjit Singh

Dhoop Hain Kya Aur Saya Lyrics | Hope | Jagjit Singh | Jagjit Singh

Dhoop hain kya aur saya
Kya hain ab malum hua
Dhoop hain kya aur saya
Kya hain ab malum hua
Ye sab khel tamasha
Kya hain ba malum hua
Dhoop hain kya aur saya
Kya hain ab malum hua

Hanste phool ka chehra
Dekhun aur bhar aayi aankh
Hanste phool ka chehra
Dekhun aur bhar aayi aankh
Apne saath ye kissa
Kya hain ab malum hua
Dhoop hain kya aur saya
Kya hain ab malum hua

Hum barso ke baad bhi
Unko ab taq bhul na paaye
Hum barso ke baad bhi
Unko ab taq bhul na paaye
Dil se unka rishtaa
Kya hain ab malum hua
Dhoop hain kya aur saya
Kya hain ab malum hua

Sehra sehra pyaase
Bhatke saari umr jale
Sehra sehra pyaase
Bhatke saari umr jale
Baadal ka ik tukda
Kya hain ab malum hua
Dhoop hain kya aur saya
Kya hain ab malum hua.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *