Lo Kamana Puran Hui Hai Lyrics  | Samrat Prithviraj Chauhan | Jairaj, Anita Guha | Mohammed Rafi | Vasant Desai

Lo Kamana Puran Hui Hai Lyrics | Samrat Prithviraj Chauhan | Jairaj, Anita Guha | Mohammed Rafi | Vasant Desai

Lo kamna puran hui hai
Kari hai karipa sharda ma
Gaj bhar chhati jai chanda ki
Kaya baran singh jo sahaye
Are muchhe chat rahi galo ko
Muchhe chat rahi galo ko
Chori badle aur rahi jaye

Kya kahna hai rajniti ko
Raja ram chandar sharmat
Are dushman ke ghar se main aaya
Swagat kiyo mitar ki bhat
Kila banaya hai lohe ka
Rakta kare kang si dhar

Are kya majal jo pran bachakar
Panchhi nikal jaye us par
Chauthe par ko teke andar
Bana savaymbar lakh
Are bade bade raja aaha
Bade bade raja dekhe kise milat ja mal

Are gajab dhak jai chandar rai ki
Dhamke sara hindustan
Wah wah wah.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *