Mai Har Raat Jaagi Ki Tumari Kasam Tum Bahut Yaad Aaye Lyrics | Gaban | Lata Mangeshkar | Shankar Jaikishan

Mai Har Raat Jaagi Ki Tumari Kasam Tum Bahut Yaad Aaye Lyrics | Gaban | Lata Mangeshkar | Shankar Jaikishan

Mai har rat jagi ki is bar sayad
Mohabbat tumhe is taraf khich laye
Tumhari kasam tum bahut yad aaye
Tumhari kasam tum bahut yad aaye
Na pucho ye din hamne kaise bitaye
Tumhari kasam tum bahut yad aaye

Barasne lage ashk to kya nind aaye
Barasne lage ashk to kya nind aaye
Udhar kadke bijli idhar jan jaye
Udhar kadke bijli idhar jan jaye
Na pucho ye din hamne kaise bitaye
Tumhari kasam tum bahut yad aaye

Jara ek najar is taraf ab to dekho
Jara ek najar is taraf ab to dekho
Jamana hua hai hame muskuraye
Jamana hua hai hame muskuraye
Tumhari kasam tum bahut yad aaye
Na pucho ye din hamne kaise bitaye
Tumhari kasam tum bahut yad aaye

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *