Sajna Tere Bina Kya Jeena Lyrics  | Patthar Ke Phool | Salman Khan, Raveena Tandon | Lata Mangeshkar, S. P. Balasubrahmanyam | Raamlaxman (Vijay Patil)

Sajna Tere Bina Kya Jeena Lyrics | Patthar Ke Phool | Salman Khan, Raveena Tandon | Lata Mangeshkar, S. P. Balasubrahmanyam | Raamlaxman (Vijay Patil)

Sajna tere bina kya jina
Sajna tere bina kya jina
Tujh bin suni meri man beena
Man beena man beena

Sajni tere bina kya jina
Sajni tere bina kya jina
Tune khud ko mujhse
Kyu china kyu china kyu china
Sajna tere bina kya jina
Sajni tere bina kya jina

Tujhe kya kahu tujhse
Muh kyu hai moda
Mohabbat ka mandir
Hai kyu maine toda
Mere devta maf
karna mujhe tu
Mukaddar ne
Mujhko kahi ka na choda
Kahi ka na choda
Tujh bin suni meri man beena
Man beena man beena
Sajna tere bina kya jina
Sajni tere bina kya jina

Kinara kiya tune humdum waha se
Rahi do kadam apni manjil jaha se
Mai kaise najaro se najre milao
Kaha jau bachkar jami aasma se
Jami aasma se
Tune khud ko mujhse
Kyu china kyu china kyu china
Sajni tere bina kya jina
Sajna tere bina kya jina.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *