Chori Chori Aap Pe Dil Aaya Lyrics  | Saat Samundar Paar | Dara Singh, Ameeta | Asha Bhosle, Usha Mangeshkar | Chitragupta Shrivastava

Chori Chori Aap Pe Dil Aaya Lyrics | Saat Samundar Paar | Dara Singh, Ameeta | Asha Bhosle, Usha Mangeshkar | Chitragupta Shrivastava

Chori chori aap pe dil aaya
Uff tauba tauba
Chori chori aap pe dil aaya
Uff tauba tauba
Kaisa kaisa pyar ne tadpaya
Uff tauba tauba
Chori chori aap pe dil aaya

Banke sawar ke dekha
Banke sawar ke dekha
Jadu chala na koi
Kya kya na karke dekha
Kya kya na karke dekha
Dil ko bh samjhaya
Chori chori aap pe dil aaya
Uff tauba tauba
Kaisa kaisa pyar ne tadpaya
Uff tauba tauba
Chori chori aap pe dil aaya

Darte ho dil hi dil me
Mare na duniya tana
Darte ho dil hi dil me
Mare na duniya tana
Roka hajar maine
Aankho ne hanske mana
Aankho ne hanske mana
Dil ne jo farmaya
Chori chori aap pe dil aaya
Uff tauba tauba
Kaisa kaisa pyar ne tadpaya
Uff tauba tauba
Chori chori aap pe dil aaya

Thoda sa bholapan hai
Thoda sa bankpan hai
Thoda sa bholapan hai
Thoda sa bankpan hai
Chhup chhup ke dekhu tumko
Mera diwanapan hai
Mera diwanapan
Ab duniya se takraya
Chori chori aap pe dil aaya
Uff tauba tauba
Kaisa kaisa pyar ne tadpaya
Uff tauba tauba
Chori chori aap pe dil aaya.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *