Nada ki dosti ji ki jalan
Jane na balma prit ki agan
Nada ki dosti ji ki jalan
Jane na balma prit ki agan
Nada ki dosti ji ki jalan
Jane na balma prit ki agan
Tir laga aisa ki chain nahi aaye
Chain nahi aaye
Bar bar tadpu jiya til milaye
Jiya til milaye
Karde na bawri ye mithi chubhan
Jane na balma prit ki agan
Nada ki dosti ji ki jalan
Jane na balma prit ki agan
Pagla na samjhe nigaho ki boliya
Nigaho ki boliya
Kaise bharenge murado ki jholiya
Murado ki jholiya
Har gayi saiya mai kar ke jatan
Jane na balma prit ki agan
Nada ki dosti ji ki jalan
Jane na balma prit ki agan
Chaila ne dala hai batiyo se jadu
Batiyo se jadu
Phir bhi samjhata hai apne ko sadhu
Apne ko sadhu
Kitna hai sidha ye baka sajan
Jane na balma prit ki agan
Nada ki dosti ji ki jalan
Jane na balma prit ki agan
Nada ki dosti ji ki jalan
Jane na balma prit ki agan

