Tum Meri Baahon Mein Aa Na Sake Lyrics | Na Tum Jaano Na Hum | Kamaal Khan | Rajesh Roshan

Tum Meri Baahon Mein Aa Na Sake Lyrics | Na Tum Jaano Na Hum | Kamaal Khan | Rajesh Roshan

Tumse mujhe pyar kyu ho gaya
Tum na mile aur main kho gaya
Tum mere khwabo se ja na sake
Tum meri baaho me aa na sake
Tumse mujhe pyar kyu ho gaya
Tum na mile aur main kho gaya
Tum mere khwabo se ja na sake
Tum meri baaho me aa na sake

Tumse gila nahi
Mujhe kismat se hai gile
Karta hai aasmaan kyu
Yeh dil ke faisle
Tum mere khwabo se ja na sake
Tum meri baaho me aa na sake
Tumse mujhe pyar kyu ho gaya
Tum na mile aur main kho gaya

Barbad ho gaya main
Kyu yeh bhi na keh saka
Roya main yun ki ek bhi aansu na beh saka
Aansu na beh saka
Aansu na beh saka
Tum mere khwabo se ja na sake
Tum meri baaho me aa na sake
Tumse mujhe pyar kyu ho gaya
Tum na mile aur main kho gaya
Tum mere khwabo se ja na sake
Tum meri baaho me aa na sake

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *