Bandh Kamar Lyrics  | Maharani Padmini | Jairaj, Anita Guha | Mohammed Rafi | Sardar Malik

Bandh Kamar Lyrics | Maharani Padmini | Jairaj, Anita Guha | Mohammed Rafi | Sardar Malik

Bandh kamar nikle deewane
Maut ke ghar jane ko
Hum hai maut ki maut
Chale ye maut ko samjhane ko
Hamse takkar lene ko
Tufan bhi ghabrate hai
Badi badi chattano ke dil
Baith baith jate hai
Sar par kafan bandh kar
Sar ko rakh ke chale hatheli par
Dar bhi dar ke ke bhag gaya
In veero ki aahat pa kar
In veero ki aahat pa kar.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *