Jab Se O Sajna Lyrics  | Daku Bijlee | Puneet Issar, Kader Khan | Anuradha Paudwal | Anwar (Anwar – Usman), Usman (Anwar – Usman)

Jab Se O Sajna Lyrics | Daku Bijlee | Puneet Issar, Kader Khan | Anuradha Paudwal | Anwar (Anwar – Usman), Usman (Anwar – Usman)

Jab se o sajna
Pahna hain kangna
Jab se o sajna
Pahna hain kangna
Maine tere naam ka
Na jane mohe kya ho gaya
Ke ankhiyo mein dil kho gaya
Ke ankhiyo mein dil kho gaya
Na jane mohe kya ho gaya
Sajna o sajna sajna o sajna

Tune mujhe chua to bijuriya
Si chamki saiyia more
Tan baden mein
Tirchi nazeria se
Tune mujhe dekha to
Udne ne lagi hoon gagan mein
Ghiri main to ghiri
Ghiri main to ghiri
Kaisa nasha ho gaya
Na jane mohe kya ho gaya
Ke ankhiyo mein dil kho gaya
Ke ankhiyo mein dil kho gaya
Na jane mohe kya ho gaya
Sajna o sajna sajna o sajna

Rasiya mila hain
Man basiya mila hain
To jhumugi baras mein
Jane kaha tan hain
Na jane kaha man hain
Jane kaha tan hain
Na jane kaha man hain
Kuch bhi nahi aaj bas mein
Doobi main to doobi
Doobi main to doobi
Mujhko sambhalo
Na jane mohe kya ho gaya
Ke ankhiyo mein dil kho gaya
Ke ankhiyo mein dil kho gaya
Na jane mohe kya ho gaya

Jab se o sajna
Pahna hain kangna
Maine tere naam ka
Na jane mohe kya ho gaya
Ke ankhiyo mein dil kho gaya
Ke ankhiyo mein dil kho gaya
Na jane mohe kya ho gaya
Sajna o sajna sajna o sajna
Sajna o sajna sajna o sajna.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *