Kasam Hai Yeh Lyrics  | Geeta Ki Saugandh | Hemant Birje, Kader Khan | Sadhana Sargam | Anwar (Anwar – Usman), Usman (Anwar – Usman)

Kasam Hai Yeh Lyrics | Geeta Ki Saugandh | Hemant Birje, Kader Khan | Sadhana Sargam | Anwar (Anwar – Usman), Usman (Anwar – Usman)

Aa gayi nagin samne tere
Bach na sakega ab tu sapere
Kasam hai ye iss nagin ki
Kair nahin ab dushman ki

Aa gayi nagin samne tere
Bach na sakega ab tu sapere
Kasam hai ye iss nagin ki
Kair nahin ab dushman ki

Tujhme itna dham nahin
Jo samne mere thahre
Aaj mai dhas ke jaungi
Tu lakh laga le pahare

Sun le jara nadan sapere
Mere ye badan hain zahar se bara
Marne ke din aa gaye tere
Jantar mantar chodh sapere
Kasam hai ye iss nagin ki
Khair nahin ab dushman ki

Aa gayi nagin saamne tere
Bach na sakega ab tu sapere
Kasam hai ye ish nagin ki
Kair nahin ab dushman ki

Le ke badala chodhti hai
Jo apne dushman se
Dushmani ki hai sapere
Tune ush naagin se
Sun le jara nadan sapere
Ab tera anjaam hoga bura

Naag mani jo paas hai
Tere le jayenge aaj lutere
Kasam hai ye iss nagin ki
Kair nahin ab dushman k

Aa gayi nagin samne tere
Bach na sakega ab tu sapere
Kasam hain ye iss nagin ki
Khair nahin ab dushman ki
Kasam hain ye ish nagin ki
Kair nahin ab dushman ki.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *