Husn Kahata Ja Raha Hai Lyrics  | Humayun | Yusuf Effendi, Himalaywala | Shamshad Begum | Ghulam Haider

Husn Kahata Ja Raha Hai Lyrics | Humayun | Yusuf Effendi, Himalaywala | Shamshad Begum | Ghulam Haider

Husn kahata ja raha hai
Badshahi kuchh nahi
Ishq yun kamosh hai
Jaise suna hi kuchh nahi
Husn kahata ja raha hai
Badshahi kuchh nahi

Aye mohabbat ki nazar
Aye mohabbat ki nazar
Teri adao ke nisar
Dard woh baksha gaya
Jis ki dawa hi kuchh nahi
Husn kahata ja raha hai
Badshahi kuchh nahi
Lo kuda hafij sidharo
Yaad kar lena kabhi
Hai yeh kisamat ki kata
Mujhko gila hi kuchh nahi
Husn kahata ja raha hai
Badshahi kuchh nahi.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *