Dil Hai Deewana Lyrics  | Aasmaan | Asha Parekh, Nasir Khan | Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt) | Omkar Prasad Nayyar

Dil Hai Deewana Lyrics | Aasmaan | Asha Parekh, Nasir Khan | Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt) | Omkar Prasad Nayyar

Dil hai ae ae

Dil hai deewana
Jawaan hai zamaana
Bana doongi tujhko
Nazar ka nishaaha
Dil hai ae

Dil keh raha dil ko
Dil se milaa lo
Dil ke sahaare jiyo jeene waalon
Dil hai ae

Seene mein toofaan aan
Tere liye hain
Dil mein ye armaan
Tere liyre hain
Dil hai ae

Main raat zulfon ki
Chhaon mein so jaa
Aa aaa
Matwaali aankhon ka
Ik baar ho ja
Aa ik baar hoja
Dil hai
Dil hai deewana
Jawaan hai zamaana
Bana doongi tujhko
Nazar ka nishaana
Dil hai ae.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *