Woh Paas Bhi Rahkar Paas Nahin Lyrics  | Afsana | Ashok Kumar, Veena | Lata Mangeshkar | Bhagatram Batish, Husnlal Batish

Woh Paas Bhi Rahkar Paas Nahin Lyrics | Afsana | Ashok Kumar, Veena | Lata Mangeshkar | Bhagatram Batish, Husnlal Batish

Wo paas bhi rahkar paas nahin
Ham door bhirahkar door nahin
Ham door bhirahkar door nahin
Do bichchde huye dil mil jaaye
Kismat ko bhi manzoor nahin
Kismat ko bhi manzoor nahin

Wo aaye to dil ka afsaana
Ham kah naa sake wo sun naa sake
Wo hamse judaa kyun rahte hain
Wo hamse judaa kyun rahte hain
Jo dil se hamaare door nahin
Jo dil se hamaare door nahin
Wo paas bhi rahkar paas nahin
Ham door bhi rahkar door nahin
Ham door bhi rahkar door nahin

Ai bigdi huyi taqdeer bataa
Kyaa hamse huyi hai aisi khata
Kashti ko kinaara mil jaaye
Kashti ko kinaara mil jaaye
Bedard tujhe manzoor nahin
Bedard tujhe manzoor nahin
Woh paas bhi rahkar bhi paas nahi
Ham door bhi rahkar door nahin
Ham door bhi rahkar door nahin.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *