Ankhiyan Tarsan Lyrics  | Boond Jo Ban Gayee Moti | Mumtaz, Jeetendra | Suman Kalyanpur | Satish Bhatia

Ankhiyan Tarsan Lyrics | Boond Jo Ban Gayee Moti | Mumtaz, Jeetendra | Suman Kalyanpur | Satish Bhatia

Ankhiya tarsan lagi
Ankhiya tarsan lagi
Mai to pee ke daras ki pyasi
Ankhiya tarsan lagi
Ankhiya tarsan lagi

Pee ke lagan ki mahandi rachayi
Laaz ke kajare se aankhiya sajariya
Pee ke lagan ki mahandi rachayi
Laaz ke kajare se aankhiya sajariya
Sar pe suhaag ki cunnar lahar ki
Man me kante cham cham karte
Pee ke daras ki pyasi
Ankhiya tarsan lagi
Ankhiya tarsan lagi

Preet ki payal pyar ka angana
Khan khan baje mora kangana
Preet ki payal pyar ka angana
Khan khan baje mora kangana
Puch rahi hai mathe ki bindiya
Kahe churayi mori nindiya

Pee ke daras ki pyasi
Ankhiya tarsan lagi
Ankhiya tarsan lagi
Ankhiya tarsan lagi
Ankhiya tarsan lagi

Ankhiya tarsan lagi
Ankhiya tarsan lag
Pee ke daras ki pyasi
Ankhiya tarsan lagi
Ankhiya tarsan lagi.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *