Aaja Mere Pyar Ke Sahare Lyrics  | Humsaya | Joy Mukherjee, Mala Sinha | Asha Bhosle | Omkar Prasad Nayyar

Aaja Mere Pyar Ke Sahare Lyrics | Humsaya | Joy Mukherjee, Mala Sinha | Asha Bhosle | Omkar Prasad Nayyar

Aaja mere pyar ke sahare abhi abhi
Hote hai ye pyar ke najare kabhi kabhi
Aaja mere pyar ke sahare abhi abhi
Hote hai ye pyar ke najare kabhi kabhi
Dekho dekho dekho kya shama hai
Aaja piya abhi to dil jawa hai
Aaja mere pyar ke sahare abhi abhi
Hote hai ye pyar ke najare kabhi kabhi
Aaja aaja aaja aaja aaja

Main bhi jara janu ke wo kaun bewafa hai
Jiske khyal mein tu aisa kho gaya hai
Main bhi jara janu ke wo kaun bewafa hai
Jiske khyal me tu aisa kho gaya hai
Dekho dekho dekho kya shama hai
Aaja piya abhi to dil jawa hai
Aaja mere pyar ke sahare abhi abhi
Hote hai ye pyar ke najare kabhi kabhi
Aaja aaja aaja aaja aaja

Jitne bhi gum hai tumhari jindagi mein
Chaho to badal du main pyar ki khushi mein
Jitne bhi gum hai tumhari jindagi mein
Chaho to badal du main pyar ki khushi mein
Dekho dekho dekho kya shama hai
Aaja piya abhi to dil jawa hai
Aaja mere pyar ke sahare abhi abhi
Hote hai ye pyar ke najare kabhi kabhi
Aaja aaja aaja aaja aaja.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *