Gori Chalo Na Hans Ki Chaal Lyrics  | Beti Bete | Sunil Dutt, Jamuna | Asha Bhosle, Mohammed Rafi | Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi

Gori Chalo Na Hans Ki Chaal Lyrics | Beti Bete | Sunil Dutt, Jamuna | Asha Bhosle, Mohammed Rafi | Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi

Gori chalo na hans ki chal
Jaman dusman hai
Teri umar hai solah saal
Jamana dusman hai
Kuchh parwah nahi sarkar
Jamana dusman ho
Mujhe tumse hua hai pyar
Jamana dusman ho
Gori chalo na hans ki chal
Jaman dusman hai
Teri umar hai solah saal
Jamana dusman hai

Ho chand si ujali hasina
Tum chhod do aana jana
Rokega tumhari rahe
Ham jaisa koi diwana
Koi lakh lagaye pahre
Mai pahre tod ke aau
Hu tere milan ki pyasi
Mai dunia chhod ke aau
Gori chalo na hans ki chal
Jaman dusman hai
Teri umar hai solah saal
Jamana dusman hai
Kuchh parwah nahi sarkar
Jamana dusman ho
Mujhe tumse hua hai pyar
Jamana dusman ho

Ye ishk hai aag ka dariya
Tum soch samjh kar uatarna
Hai isme hazaro tufaa
Asan nahi hai gujarna
Jab pyar ka bandhan bandha
Phir aag ho ya ho pani
Dar jaye wo kaisi ulfat
Dar jaye wo kaisi jawani
Gori chalo na hans ki chal
Jaman dusman hai
Teri umar hai solah saal
Jamana dusman hai
Kuchh parwah nahi sarkar
Jamana dusman ho
Mujhe tumse hua hai pyar
Jamana dusman ho.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *