Zindagi Naam Hai Lyrics  | Hatyara | Vinod Khanna, Moushmi Chatterjee | Mohammed Rafi | Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah

Zindagi Naam Hai Lyrics | Hatyara | Vinod Khanna, Moushmi Chatterjee | Mohammed Rafi | Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah

Zindagi naam hai waqt ki mar ka
Zindagi naam hai waqt ki mar ka
Ek din jite ka ek din har ka
Ek din jite ka ek din har ka
Zindagi naam hai waqt ki mar ka

Rah sachchai ki mushkilo se bhari
Par na sahas ruka aur na himmat dari
Yuhi tapkar sabhi pap dhal jayenge
Pehle kante to chun phul mil jayenge
Rasta hai yahi rasta hai yahi
Ek din jite ka ek din har ka
Ek din jite ka ek din har ka
Zindagi naam hai waqt ki mar ka

Dard se jo mile wo khushi hai teri
Aansuo se khile wo hansi hai teri
Dekh mosam naya rang lane laga
Phul khilne lage waqt bhane laga
Rup hoga naya,
Rup hoga naya tere sansar ka
Ek din jite ka ek din har ka
Ek din jite ka ek din har ka
Zindagi naam hai waqt ki mar ka.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *