Shab E Gham Lyrics  | Bedardi | Geeta Bali, Jeevan | Shamshad Begum | Roshanlal Nagrath (Roshan)

Shab E Gham Lyrics | Bedardi | Geeta Bali, Jeevan | Shamshad Begum | Roshanlal Nagrath (Roshan)

Shab e gham subah
Ho gayi rote rote
Kati raat lekin kati rote rote
Shab e gham subah
Ho gayi rote rote
Kati raat lekin kati rote rote

Kyal aa gaya apni
Kismat ka jis dam
Kismat ka jis dam
Kyal aa gaya apni
Kismat ka jis dam
Kismat ka jis dam
To dil ko hansi aa gayi rote rote
Kati raat lekin kati rote rote

Mohabbat ko andha
Kiya aansuo ne
Kiya aansuo ne
Mohabbat ko andha
Kiya aansuo ne
Kiya aansuo ne
Ki jati rahi roshani rote rote
Kati raat lekin kati rote rote

Shama ki tara apne
Dil k lagi bhi
Dil k lagi bhi
Shama ki tara apne
Dil k lagi bhi
Dil k lagi bhi
Lagi haste haste bujhi rote rote
Kati raat lekin kati rote rote
Shab e gham subah
Ho gayi rote rote
Kati raat lekin kati rote rote.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *