Huzoor Aap Ye Tohfa Lyrics  | Ghar Ka Sukh | Raj Kiran, Shoma Anand | Anuradha Paudwal, Anwar Hussain | Ravi Shankar Sharma (Ravi)

Huzoor Aap Ye Tohfa Lyrics | Ghar Ka Sukh | Raj Kiran, Shoma Anand | Anuradha Paudwal, Anwar Hussain | Ravi Shankar Sharma (Ravi)

Huzoor aap ye tohfa
Kabul kar lijiye
Huzoor aap ye tohfa
Kabul kar lijiye
Ye mere pyar ka
Ek chhota sa nazrana hain
Mere aap mujhe aur
Tamana kya hain
Mere aap mujhe aur
Tamana kya hain
Ye dil to bas aapke
Pyar ka deewana hain
Huzoor aap ye
Tohfa kabul kar lijiye

Hamare pyar ka
Bandhan kabhi na tutega
Hamare pyar ka
Bandhan kabhi na tutega
Zamana chhute magar
Sath ye na chhutega
Ye jiske aage
Zamane ki daulat bhi kam
Mila hai mujho
Wo ek pyar ka khajana hain
Mere aap mujhe aur
Tamana kya hain.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *