Badar Ki Chadar Mein Lyrics  | Udhaar | Dev Anand, Munawar Sultana | Mohantara Talpade | Vasant Desai

Badar Ki Chadar Mein Lyrics | Udhaar | Dev Anand, Munawar Sultana | Mohantara Talpade | Vasant Desai

Badar ki chadar mein bijuriya aayi re
Badar ki chadar mein bijuriya aayi re
Naino se pyala mein pyasa
Pyasa jiya lage re bijuriya aayi re
Badar ki chadar mein bijuriya aayi re
Badar ki chadar mein bijuriya aayi re

Late kali kali hai resham ki dali
Late kali kali hai resham ki dali
Hai veni mein kesar ki
Pyari bandhale
Hai veni mein kesar ki
Pyari bandhale
Main ras rang chalkati gagariya
Gagariya layi re bijuriya aayi re
Badar ki chadar mein bijuriya aayi re

Nazariyo se arman kar dungi pure
Nazariyo se arman kar dungi pure
Rahenge hamare na sapne adhure
Madan chand kirtan mein
Madan chand kirtan mein
Payaliya aayi re
Payaliya aayi re
Naino se pyala mein pyasa
Pyasa jiya lage re bijuriya aayi re
Badar ki chadar mein bijuriya aayi re
Badar ki chadar mein bijuriya aayi re.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *