Kab Se Main Hoon Khadi Lyrics  | Mrityudand | Madhuri Dixit, Shabana Azmi | Sadhana Sargam | Anand Shrivastav, Milind Shrivastav

Kab Se Main Hoon Khadi Lyrics | Mrityudand | Madhuri Dixit, Shabana Azmi | Sadhana Sargam | Anand Shrivastav, Milind Shrivastav

Kab se main hoon khadi bich dhare
Kab se main hoon khadi bich dhare
Door nadiyo ke dono kinare
Kab se main hoon khadi bich dhare
Door nadiyo ke dono kinare
Kab se main hoon khadi bich dhare

Dard ki sidiyon se utar ke
Raaste ye mile kis nagar ke
Dhoop sapno ke pal ko jalaye
Ped bhi to nahi dete saaye
Aise mein koi kisko pukare
Door nadiyo ke dono kinare
Kab se main hoon khadi bich dhare

Kahne walo se maine suna hai
Ik sawalo ka jungle uga hai
Rah takta hai kate bichaye
Mann wahi mujhe lekar jaye
Rah gaye piche kahi sangi sahare
Door nadiyo ke dono kinare
Kab se main hoon khadi bich dhare
Door nadiyo ke dono kinare
Kab se main hoon khadi bich dhare.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *