Har Ek Dil Mein Koi Lyrics  | Amaanat | Manoj Kumar, Sadhana | Mohammed Rafi | Ravi Shankar Sharma (Ravi)

Har Ek Dil Mein Koi Lyrics | Amaanat | Manoj Kumar, Sadhana | Mohammed Rafi | Ravi Shankar Sharma (Ravi)

Har ek dil mein koi
Arman hai amaanat
Har ek dil mein koi
Arman hai amaanat
Har ek dil mein koi
Arman hai amaanat
Har ek nazar mein koi
Pahchan hai amaanat
Har ek dil mein koi
Armaan hai amaanat

Toofan ki amaanat
Shahil ke khusk baju
Toofan ki amaanat
Shahil ke khusk baju
Shahil ke bajuo ki
Toofan hai amaanat
Har ek dil mein koi
Armaan hai amaanat

Soche agar koi to
Insaan ka apna kya hai
Soche agar koi to
Insaan ka apna kya hai
Ye jism hai amaanat
Ye jaan hai amaanat
Har ek dil mein koi
Armaan hai amaanat

Jo tujhko mil gaya hai
Tera nahi hai nada
Jo tujhko mil gaya hai
Tera nahi hai nada
Jo roza zindagi ka
Saman hai amaanat
Har ek dil mein koi
Armaan hai amaanat
Har ek nazar mein koi
Pahchan hai amaanat
Har ek dil mein koi
Armaan hai amaanat.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *