Ab Kaun Sunega Lyrics  | Aap Ki Sewa Mein | Nimbalkar | Lata Mangeshkar | Datta Davjekar

Ab Kaun Sunega Lyrics | Aap Ki Sewa Mein | Nimbalkar | Lata Mangeshkar | Datta Davjekar

Ab kaun sunega
Ab kaun sunega
Mere man ki baat
Ab kaun sunega
Mere man ki baat
Jiske chhute sakhi sahare
Jiske chhute sakhi sahare
Ab kaun sunega
Ab kaun sunega
Mere man ki baat
Ab kaun sunega

Jo karte the kabhi ishare
Jo karte the kabhi ishare
Doob gaye re chand sitare
Doob gaye dub gaye
Doob gaye re chand sitare
Rah dikhane aayi mujhko
Rah dikhane aayi mujhko
Toofano ki raat
Ab kaun sunega
Mere man ki baat
Ab kaun sunega

Jyot diye ki jab bujh jaye
Jyot diye ki jab bujh jaye
Aasoo kya usko suljhaye
Aasoo kya aasu kya
Aasoo kya usko suljhaye
Bhar bhar aati akhiya akhiya
Bhar bhar aati akhiya
Man hazar
Ab kaun sunega
Mere man ki baat
Ab kaun sunega
Mere man ki baat
Ab kaun sunega.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *