Lene Se Inkar Nahi Aur Dene Ko Tyar Nahi Lyrics | Amar Deep | Mohammed Rafi | Chitalkar Ramchandra

Lene Se Inkar Nahi Aur Dene Ko Tyar Nahi Lyrics | Amar Deep | Mohammed Rafi | Chitalkar Ramchandra

Lene se inkar nahi or dene ko tyar nahi
Lene se inkar nahi or dene ko tyar nahi
Is dunia me kon hai aisa
Jo paise ka yar nahi jo paise ka yar nahi
Lene se inkar nahi or dene ko tyar nahi
Is dunia me kon hai aisa
Jo paise ka yar nahi jo paise ka yar nahi

Hai paisa aage aage or dunia piche bhage
Pr paisa bada chalawa hai sare jag ka bawa
Ek jagah par rukne ko ji rukne ko tyyar nahi
Rukne ko tyyar nahi lene se inkar nahi or
Dene ko tyar nahi is dunia me kon hai aisa
Jo paise ka yar nahi jo paise ka yar nahi

Jo daulat hai bimari par lage sabko pyari
Jo daulat hai bimari par lage sabko pyari
Iski khatir kisi ne pagdi kisi ne biwi bhi hari
Biwi bhi har gaya bechara kisi ne biwi hari
Lekin jeet sada paise ki kabhi bhi iski har nahi
Kabhi bhi iski har nahi lene se inkar nahi or
Dene ko tyar nahi is dunia me kon hai aisa
Jo paise ka yar nahi jo paise ka yar nahi

Ye mile chalane wala yahi chor banane wala
Man yahi hai shan yahi hai kare yahi muh kala
Muh bhi to kala hota hai kare yahi muh kala
Kalyug me to isse badhkar koi bada awtar nahi
Koi bada awtar nahi lene se inkar nahi or
Dene ko tyar nahi is dunia me kon hai aisa
Jo paise ka yar nahi jo paise ka yar nahi

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *