Bhanwar Mein Meri Naiyya Lyrics | Maa Ka Aanchal | Sanjeev Kumar, Anjana Mumtaz | Asha Bhosle | Madan Mohan Kohli

Bhanwar mein meri naiyya
Koi na khiwayya
Bhanwar mein meri naiyya
Koi na khiwayya
Main sara jag chhod ke
Main sara jag chhod ke kanha
Aayi tere dwar
Bhanwar mein meri naiyya
Koi na khiwayya
Bhanwar mein meri naiyya

It ut bhatke dhukhiyari
Thukrayre duniya sari
Tune to jaha ko tara
Kyu na aayi meri bari
Khadi hu hairan ho mere bhagwan
Main jo hari teri bhi har
Main sara jag chhod ke kanha
Aayi tere dwar
Bhanwar mein meri naiyya
Koi na khiwayya
Bhanwar mein meri naiyya

Daman thama hai tera
Pooja teri jeevan mera
Daman thama hai tera
Duniya hai meri suni
Tera hoga kab tak fera
Rahu na anjan o mere bhagwan
Sunlo sunlo meri pukar
Main sara jag chhod ke kanha
Aayi tere dwar
Bhanwar mein meri naiyya
Koi na khiwayya
Bhanwar mein meri naiyya.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *