Aankhon Aankhon Mein Dil Gaya Lyrics  | Shukriya: Till Death Do Us Apart | Anupam Kher, Aftab Shivdasani | Krishnakumar Kunnath (K.K), Sunidhi Chauhan | Shekhar Ravjiani, Vishal Dadlani

Aankhon Aankhon Mein Dil Gaya Lyrics | Shukriya: Till Death Do Us Apart | Anupam Kher, Aftab Shivdasani | Krishnakumar Kunnath (K.K), Sunidhi Chauhan | Shekhar Ravjiani, Vishal Dadlani

Aankhon aankhon mein dil gaya
Chaha jisko wo mil gaya
Hua silsila shuru pyar ka
Mera dilbar mere pas hai
Kitna hansi ehsas hai
Mauka yahi hai ijhar ka

Mat chhedo yu dur se
Mat chhedo yu dur se
Hum to hai majbur se
Ke chhaya nasha tum pas ho
Aankho, aankho mein dil gaya
Chaha jisko wo mil gaya
Hua silsila shuru pyar ka

Fasale kah rahe
Pass aane bhi do
Baazuo mein sanam
Tut jaane bhi do
Fasale kah rahe
Pass aane bhi do
Baazuo mein sanam
Tut jaane bhi do
Betabiya bada raha
Sama khumar ka
Lamha yahi to hai
Sukan ka karar ka
Karar ka karar ka

Chahat ka ghumacha khul gaya
Chahat ka ghumacha khul gaya
Chaha jisko wo mil gaya
Hua silsila shuru pyar ka

Ishq ki aanch se
Jism jalne laga
Maine roka bahut
Man machalne laga
Ishq ki aanch se
Jism jalne laga
Maine roka bahut
Man machalne laga
Uljhi teri lato ko
Aaj main sawar du
Baaho ke dayre me
Ye ghadi gujar du
Gujar du gujar du

Ye sara manjar hil gaya
Ye sara manjar hil gaya
Aankhon aankhon mein dil gaya
Hua silsila shuru pyar ka
Hua silsila shuru pyar ka
Hua silsila shuru pyar ka
Hua silsila shuru pyar ka
Hua silsila shuru pyar ka
Hua silsila shuru pyar ka.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *