Maalik Ne Haath Kahe Lyrics  | Miss India | Nargis Dutt, Pradeep Kumar | Asha Bhosle, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey) | Sachin Dev Burman

Maalik Ne Haath Kahe Lyrics | Miss India | Nargis Dutt, Pradeep Kumar | Asha Bhosle, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey) | Sachin Dev Burman

Maalik ne haath kahe do do diye
Tu kaam kare pet bhare jab tak jiye
Maalik ne haath kahe do do diye
Tu kaam kare pet bhare jab tak jiye
Maalik ne haath kahe do do diye
Tu kaam kare pet bhare jab tak jiye

Uthaye ja o chhokri ye zindagi ki tokri
Uthaye ja o chhokri ye zindagi ki tokri
Rozi halal ki mehnat ki nokri
Rozi halal ki mehnat ki nokri
Khana kharab hai jo mile bekaam ke
Maalik ne haath kahe do do diye
Tu kaam kare pet bhare jab tak jiye
Maalik ne haath kahe do do diye
Tu kaam kare pet bhare jab tak jiye

Rukhi sukhi khayenge pasina bahayenge
Rukhi sukhi khayenge pasina bahayenge
Kahe kisi ki gulami uthayenge
Kahe kisi ki gulami uthayenge
Banda jo apni kamai ki khaye piye
Maalik ne haath kahe do do diye
Tu kaam kare pet bhare jab tak jiye
Maalik ne haath kahe do do diye
Tu kaam kare pet bhare jab tak jiye

Zarurat hai kar ki na resham ke tar ki
Zarurat hai kar ki na resham ke tar ki
Pahli bukh pet ki duji hai pyar ki
Pahli bukh pet ki duji hai pyar ki
Mehnat ke bad chale hatho me hath liye
Maalik ne haath kahe do do diye
Tu kaam kare pet bhare jab tak jiye
Maalik ne haath kahe do do diye
Tu kaam kare pet bhare jab tak jiye.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *