Aata Nahi Hai Kissi Pe Mera Dil Bin Baat Ke
Tum Chaand Jaise Ho Sooni Meri Kaali Raat Ke
Aata Nahi Hai Kissi Pe Mera Dil Bin Baat Ke
Tum Chaand Jaise Ho Sooni Meri Kaali Raat Ke
Lage Mujhe Tu Dua Jaisa
Os Waali Tu Subha Jaisa
Maara Gaya Dil Ye Bekasoor
Tere Bina Main Reh Naa Sakoon
Tumse Magar Keh Naa Sakoon
Tere Bina Main Reh Naa Sakoon
Tumse Magar Keh Naa Sakoon
Main to Hoon Issi Jatan Mein
Thodi Si Mere Badan Pe
Chalak Chalak Jaaye Teri
Gunguni Si Dhoop
Rehna Hai Tere Asar Mein
Naa Chhodu Koi Kasar Main
Saudebaaziyon Mein Dil Ki
to Mazza Hai Khoob
Lafzon Mein Lafzon Mein
Humein Pirona Naa Aaye
Tu Jaise Tu Jaise
Sanam Kiye Jaaye
Chaashni Si Teri Baaton Se
Bholi Bhali in Akhon Se
Maara Gaya Dil Ye Bekasoor
Tere Bina Main Reh Naa Sakoon
Tumse Magar Keh Naa Sakoon
Tere Bina Main Reh Naa Sakoon
Tumse Magar Keh Naa Sakoon
| Singer | Abhijeet Srivastava |
| Music Composer | Uddipan Sharma |
| Lyricist | Shloke Lal |
| Label | Times Music |
