Bewafa Se Lyrics | Altamash Faridi

Bewafa Se Lyrics | Altamash Faridi

Meri Jaan Le Ke Wo Kehte Hain Ke Jeena Hoga
Zahar Judai Ka Ghut Ghut Ke Peena Hoga
Ham Chah Kar Bhi Use Bhool Nahi Paate Hain
Usi Zalim Ki Khushiyon Ki Dua Karte Hain

Bewafa Se Bewafa Se Bepanah Ishq Karte Hain
Bewafa Se Bepanah Ishq Karte Hain
Sab Jaan Ke Bhi Hum Un Pe Marte Hain
Sab Jaan Ke Bhi Hum Un Pe Marte Hain

Kitne Masoom Hai Hum Ye Karte Hain
Kitne Masoom Hai Hum Ye Karte Hain
Khud Apni Zindagi Ko Fana Karte Hain
Khud Apni Zindagi Ko Fana Karte Hain

Bewafa Se Bepanah Ishq Karte Hain
Sab Jaan Ke Bhi Hum Un Pe Marte Hain

Zamana Chhoda Tha Humne Ek Tere Pyaar Ki Khatir
Wo Tadap Thi Badi Zalim Wo Lagan Thi Badi Katil
Zamana Chhoda Tha Humne Ek Tere Pyaar Ki Khatir
Wo Tadap Thi Badi Zalim Wo Lagan Thi Badi Katil

Khudaaya Kyun Nahi Samjha Tu Meri Chaah Ki Kashish
Mere Ehsaason Ki Khalish Meri Dhadkanon Ki Tapish

Teri Yaadon Mein
Teri Yaadon Mein Din Raat Jalte Hain
Teri Yaadon Mein Din Raat Jalte Hain
Ek Pal Bhi Tujhe Na Bhool Paate Hain

Bewafa Se Bepanah Ishq Karte Hain
Sab Jaan Ke Bhi Hum Un Pe Marte Hain
Kitne Masoom Hai Hum Ye Karte Hain
Khud Apni Zindagi Ko Fana Karte Hain
Khud Apni Zindagi Ko Fana Karte Hain

SingerAltamash Faridi
Music ComposerAbhishek Thakur
LyricistAbhishek Thakur
LabelKashish Music

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *