Sar se sarak gayi teri chunri
Ho
Sar se sarak gayi teri chunri
Ho
Mujhse lipat gayi teri chunri
Ho
Chal gaya tere pyaar ka jaadu
Dil pe raha na mera kaabu
O
O
O
O
Sar se sarak gayi meri chunri
Ho
Tujhse lipat gayi meri chunri
Ho
Chal gaya tere pyaar ka jaadu
Dil pe raha na mera kaabu
O
O o o
Sar se
Haan sarak gayi teri chunri
Ho
Na jaane kab tune karaar chheena
Maine kuch bhi na jaana
Churaake meri raaton ki neend tune
Kar diya hai deewana
Meri nazar na hati hai ek pal
Tujhpe jo thehri
Dekho na aisi deewangi se
Tumko kasam hai meri
O
O
O
O
Sar se sarak gayi meri chunri
Ho
Tujhse lipat gayi meri chunri
Ho
Haan
Chal gaya tere pyaar ka jaadu
Dil pe raha na mera qaabu
O
O
O
O
Sar se sarak gayi teri chunri
Ho
Kiya hai tune yeh mera haal kaisa
Dard jaata nahi hai
Chhaayi hai khayaalon mein bekhudi si
Hosh aata nahi hai
Chhaane laga hai yeh rang kaisa mujhpe chaahat ka
Mujhko hua hai ehsaas dilbar
Teri mohabbat ka
O
O
O
O
Sar se sarak gayi teri chunri
Ho
Tujhse
Haan lipat gayi meri chunri
Ho
Chal gaya tere pyaar ka jaadu
Dil pe raha na mera qaabu
O
O o o
Sar se haan
Sar se
Sar se sarak gayi teri chunri
Ho
| Movie | Albela |
| Singer | Alka Yagnik, Babul Supriyo |
| Director | Deepak Sareen |
| Music Composer | Jatin Lalit |
| Lyricist | Sameer |
| Star Cast | Aishwarya Rai, Govinda, Jackie Shroff, Namrata Shirodkar, Saeed Jaffrey, Maya Alagh, Dinyar Tirandaz, Sanjay Mishra |

