Barsaat Aa Gayi Lyrics | Shreya Ghoshal, Stebin Ben

Barsaat Aa Gayi Lyrics | Shreya Ghoshal, Stebin Ben

Waada Kiya Tha Tumne Mujhe
Aaoge Saawan Mein Milne
Ek Doosre Ke Ho Jaayenge
Lagne Laga Hai Ye Dil Mein

Mat Poocho Haal Dil Ka
Tum Mujhse Oo Sanam
Seene Mein Ab Saasein
Padne Lagi Mujhko Kam

Chaaya Jo Baadal
Teri Yaad Aagayi
Tum Jo Aaye Yaara
Barsaat Aa Gayi

Tere Mere Milne
Ki Raat Aa Gayi
Tum Jo Aaye Yaara To

Tum Jo Aaye Yaara To
Barsaat Aa Gayi
Barsaat Aa Gayi
Barsaat Aa Gayi
Barsaat Aa Gayi

Tu Ban Jaaye Hawaayein To
Main Khushbu Sa Bikhar Jaau
Tu Baarish Banke Aaye Jo
Main Baadal Sa Baras Jaau

Bhale Jitni Udaasi Ho
Tujhe Dekhu To Has Jaau
Tere Khaatir Zamaana Kya
Khuda Tak Se Bhi Lad Jaau

Main Chaloonga Bin Tumhare
Ek Bhi Na Ab Kadam
Saath Tere Jee Raha Hoon
Har Pal Mein Sau Janam

Chaya Jo Baadal
Teri Yaad Aagayi
Tum Jo Aaye Yaara
Barsaat Aa Gayi

Tere Mere Milne
Ki Raat Aa Gayi
Tum Jo Aaye Yaara To

Tum Jo Aaye Yaara To
Barsaat Aa Gayi
Barsaat Aa Gayi
Barsaat Aa Gayi
Barsaat Aa Gayi

Tum Jo Aaye Yaara To
Barsaat Aa Gayi
Barsaat Aa Gayi

SingerShreya Ghoshal, Stebin Ben
Music ComposerJaved-Mohsin
LyricistKunaal Vermaa

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *