Kuchh na kaho maine sun liya
Kuchh na kaho maine sun liya
Dur reh kar bhi tumko chhu liya
Hontho ko pyasa rakha hai par
Aankho se tumhe chum liya
Kuchh na kaho maine sun liya
Dur reh kar bhi tumko chhu liya
Hontho ko pyasa rakha hai par
Aankho se tumhe chum liya
Baaho me aao na
Khwabo me main kehta hoon
Baaho me aao na
Khwabo me main kehta hoon
Nind me sab jaayiz hain
Yeh soch ke khush rehta hoon
Kaagaz pe mat waste karo
Aankho ne sab padh liya
Kuchh na kaho maine suna liya
Haatho pe to kabu hai
Khayalo ko kaise samjhaau
Haatho pe to kabu hai
Khayalo ko kaise samjhaau
Muskura ke paas aati ho
Chahti ho tum ki mai mar jaau
Mera dil kya koi cheque hai
Jo apna naam sign kar liya
Kuchh na kaho maine sun liya
Dur reh kar bhi tumko chhu liya
Hontho ko pyasa rakha hai par
Aankho se tumhe chum liya
Tumhe chum liya
Tumhe chum liya
| Movie | Sabki Bajegi Band |
| Singer | Chin2 Bhosle |
| Director | Anirudh Chawla |
| Music Composer | Vishal Khurana |
| Lyricist | Anirudh Chawla |
| Star Cast | Sumeet Vyas, Swara Bhaskar, Alekh Sangal, Shaurya Chauhan, Amol Parashar, Aman Uppal, Jhanvi Desai, Samarth Shandilya, Nisha Lalwani, Raj Kumar Yadav. |

