Zindagi Mein To Sabhi Pyar Kiya Karte Hain Lyrics  | Bewafa Sanam | Krishan Kumar, Shilpa Shirodkar | Sonu Nigam | Nikhil, Vinay

Zindagi mein to sabhi pyar kiya karte hain

Main to mar kar bhi
Main to mar kar bhi meri jan tujhe chahunga

Tu mila hai to ye ahsas hua hai mujhko
Ye meri umar mohabbat ke liye thodi hai
Ek jara sa gume dora ka bhi haq hai jis par

Maine wo sans bhi tere liye rakh chodi hai
Tujhpe ho jaunga
Tujhpe ho jaunga kurban tujhe chahunga
Main to mar kar bhi
Main to mar kar bhi meri jan tujhe chahunga
Zindagi mein to sabhi pyar kiya karte hain
Zindagi mein to sabhi pyar kiya karte hain

Teri har chap se jalte hai khyalo mein charag
Jab bhi tu aaye jagata hua jadu aaye
Tujhko chu lu to fir e jane tamnna mujhko

Der tak apne badan se teri khusbu aaye
Tu baharo ka hai
Tu baharo ka hai unwan tujhe chahunga
Main to mar kar bhi
Main to mar kar bhi meri jan tujhe chahunga
Zindagi mein to sabhi pyar kiya karte hain
Zindagi mein to sabhi pyar kiya karte hain.

MovieBewafa Sanam
SingerSonu Nigam
DirectorGulshan Kumar
Music ComposerNikhil, Vinay
LyricistYogesh Gaud
Star CastKrishan Kumar, Shilpa Shirodkar, Aruna Irani, Shakti Kapoor, Kiran Kumar
LabelT-series

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *